Mitron jaante hain, aaj ke din ka mahatwa kya hai . Koi kahenge ki Bharat ka naya Rashtrapati chunne ke liye aaj matadaan hua, koi kahega ki Rajesh Khanna ki antyeshti huyee .
Par mitron vastav men aaj ke din 1969 men (43 saal pehle) desh kee arth-vyavastha ko matiyamet karne ke liye Haramkhor Congressiyon kee daadee amma ne 14 bade bade Bankon ka Nationalisation karke desh ka bantadhar karne kee shuruat kee thee. Jiska parinaam aisa hua .
1) Pehle to LOAN MELA karke sarkaarne Bank ke Dhan ka khula durupayog kiya apne swarth ke liye
2) Phir usee loan kee maafe karwake badee waah waahee batoree
3) Apne Chelon chamchon ko Bankon se loan dilwane ka har jugaad kiya jo wapas he naheen aaya
4)Bank kee sankhyan badhtee gaye par usmen niyukti na badhee aur kaamgaaron par kaam ka bojh badhne laga
5) Is ka fayda utha kar Asadhu Bank karmiyon ke madhyam se Bankon men Dhokhadhade ke naye naye maamle saamne aaye
6) Jis uddeshya se Rashtriyakaran hua tha woh to ek sapna reh gaya . Na SOCIAL na hee ECONOIMIC koi development naheen hua aam janta ka
7) Bade bade audyogik aur vyaparik gharane Bank ka loan dabakar baith gaye aur Congress party ko fund supply karte rahe
8) Jahan jahan bhee grameen shakhaayen khulee sab ghaate par chalne lagee aur fayda mila Asadhu Bank Officer aur local dalalon ko
Phir bhee Bank Rashtriyakaran ke geet aaj bhee gaate hain log. Dhanya hai yeh Bhed Chaal . Aur usee tithi se agla Rashtrapati bhee chune jaane ka matdaan ho gaya . Jaane aur kitnee badkismatee kee maar jhelne ehai Janta ko ....

No comments:
Post a Comment